Are you finding 12 Rabi ul Awal poetry. Rabi ul Awal is the Islamic month and in this month on the date of 12 Rabi ul Awal the Prophet of Allah Hazrat Muhammad (S.A.W) was born. Muslims celebrate this day every year with full excitement because he was the most respectful and a great person. Every Muslim give him priority on his every special thing after Allah Pak, even Muslims can give their life on his name. Therefore, the reason behind searching Poetry on Prophet Muhammad (S.A.W) in Urdu is his personality. Here we are presenting images of 12 Rabi ul Awal poetry in Urdu languages. Scroll down and enjoy the poetry.
HASHR TAK DAALEIN GEY PEDAAISH MOLA KI DHOOM
MISL FAARIS NAJ KEY QILEY GIRAATEY JAIEN GEY 💚
JASHNEY EID MILAAD UN NABI MUBARIK 💚
HAMESHA TUNEY GHULAMO KE DIL KIYE THANDEY
JALEY JO TUJH WO NAARI HAI HAI BAARHWII TAAREEKH C
LOH BHI TU, QALAM BHI TU,TERA WAJOOD AL KITAAB
GUMBAD AAB GEENA RANG TERA MUHEET MEIN HABBAB 💚
ROOH UL AMEEN NEY GAADA KABEY KI CHAT PEY JHANDAA
TAA ARSH UDA PHR TERA SUBH E SHABEY WILAADAT 💚
NAZRAANA MEIN SAR DENEY KO HAAZIR HAI ZAMAANA
IS BAZM KIS SHAH KEY AATEY HAIN QADAM AAJ 💚
JB AA GAEY HAIN JOSHEY REHMAT PE INKI AANKHEIN
JALTEY BUJHAA DIYE HAIN ROTEY HANSAA DIYE HAIN 💚
MUNKARANEY MAJLIS MILAAD SEY KEH DEY KOI
MEHFIL AQDAS MEIN AA KR DEIKH LEIN SHAANEY RASOOL(S.A.W) 💚
TERI AAMAD THI KEY BET-ULLAH MUJREY KO JHUKA
TERI HEBAT THI KEY HAR BUUT THAR THARAA KR GIR GAYA 💚
KI MUHAMMAD SEY WAFA TUNEY TO HUM TEREY HAIN
YE JAHA CHEEZ HAI KYA LOHO QALAM TEREY HAIN 💚
SHAANEY QONEIN (S.A.W) JALWA NUMA HO GAYA
RANG AALAM KAA BAATIL NAYAA HO GAYA 💚
AJAB ANDAAZ SEY MEHBOOBE HAQ NEY JALWA FARMAYA
SUROOR AANKHO MEIN AAYA JAAN DIL MEIN NOOR EMAAN MEIN 💚
NA KEU ASAAISHEIN KRTA KHUDA DUNIYA KEY SAMAAN MEIN
TUMHEY DULHA BANA KR BHEJNA THAA BAZME IMKAAN MEIN 💚
BANDH GAI TERI HAWA SAAWAH MEIN KHAAQ UDNEY LGI
BRH CHALI TERI ZAYAA AATISH PEY PAANI PHR GAYA 💚
YE KIS SHEHANSHAAHEY WALA KI AAMAD AAMD HAI
YE KON SEY SHAHEY BAALA I AAMAD AAMAD HAI 💚
AAI NAI HAKOOMAT SIKKAH NAYA CHALEY GAA
AALAM NEY RANG BADLA SUBHEY SHABEY WILADAT 💚
TERA NAAME LEY KR MAANGEY WO PAAEYIf you enjoyed the our collection of poetry on Prophet Muhammad in Urdu language then share it with you friends. Give your feedback about 12 Rabi Ul Awal poetry in the comment section below.
TERA NAAM LEWA HAI PYAR KHUDA KAA 💚
Eid Milad Un Nabi Mubarak to all Muslims
0 Comments